Bina sans leke tujhe jina ku hai...
Aye dil tujhe aj hua kya hai
Saredin gujar gya fir v tu rota ku hai
Jiski yaad me pagal tu rota hai
Usko pata hi nehi tera gunha kya hai
agar jana hi tha use door tujh se
To itna pass aya ku hai
Aye dil tujhe aj hua kya hai
Bina sans leke tujhe jina ku hai
Oct 23, 2018 | by Admin
Tum Tanhayi Dhundoge Aansu Bahane Ko...
Karoge yaad ek din is pyar k zamane ko,
Chale jayenge jab hum kabhi na vapas aane ko,
Karega mehfil me jab zikar hamara koi,
To tum bhi tanhayi dhundoge aasu bahane ko
Oct 23, 2018 | by Admin
Total: 10 | Displaying: 1-10 |